Urdu poetry has an exquisite charm, especially when expressed through the concise and poignant form of short verses. A beautiful shirt Urdu poetry captures the essence of elegance and grace, weaving words seamlessly to evoke emotions that resonate with the intricate patterns of life. Whether narrating tales of love, longing, or the delicate nuances of existence, these succinct verses create a profound impact, leaving the reader immersed in the beauty of Urdu language and its timeless expressions. Perfect for sharing on platforms like WhatsApp, where brevity is valued, these short Urdu poems make for ideal love poetry status, allowing individuals to convey their feelings with sophistication and flair.
Selected Short Status Poetry Text
aaj to jaise din ke saath dil bhī ġhurūb ho gayā
shaam kī chaa.e bhī ga.ī maut ke Dar ke saath saath
IDRIS BABAR
aur bhī dukh haiñ zamāne meñ mohabbat ke sivā
rāhateñ aur bhī haiñ vasl kī rāhat ke sivā
FAIZ AHMAD FAIZ
ranjish hī sahī dil hī dukhāne ke liye aa
aa phir se mujhe chhoḌ ke jaane ke liye aa
AHMAD FARAZ
dil nā-umīd to nahīñ nākām hī to hai
lambī hai ġham kī shaam magar shaam hī to hai
FAIZ AHMAD FAIZ
jo guzārī na jā sakī ham se
ham ne vo zindagī guzārī hai
JAUN ELIYA
ham ko ma.alūm hai jannat kī haqīqat lekin
dil ke ḳhush rakhne ko ‘ġhālib’ ye ḳhayāl achchhā hai
MIRZA GHALIB
kar rahā thā ġham-e-jahāñ kā hisāb
aaj tum yaad be-hisāb aa.e
FAIZ AHMAD FAIZ
us kī yaad aa.ī hai sāñso zarā āhista chalo
dhaḌkanoñ se bhī ibādat meñ ḳhalal paḌtā hai
RAHAT INDORI
Read more Love Shayari in Urdu
ishq ne ‘ġhālib’ nikammā kar diyā
varna ham bhī aadmī the kaam ke
MIRZA GHALIB
ham aah bhī karte haiñ to ho jaate haiñ badnām
vo qatl bhī karte haiñ to charchā nahīñ hotā
AKBAR ALLAHABADI
Waqt Acha Bhi Aye Ga Nasir
Gham Na Kr Zindagi Parhi Hai Abhi
NASIR KAZMI
zard mausam kii musiibat jaagii
patte TuuTe to haqiiqat jaagii
PARKASH TIWARI
Aakhir ko Hans Padengay Kisi Auk Baat Pr
Rona Tmam Umr ka Bekaar Jaega
OBAIDULLAH ALEEM
آپ مختصر اردو شاعری کا مطالعہ کر رھے ھیں۔ عمدہ اور بہترین عشقیہ اور محبت بھرے اردو اشعار اپنے دوستوں کے ساتھ شیئر کریں۔ معروف اور مشہور اردو اور ہندی پاکستانی اور انڈین شعراء کی شاعری سے بہترین شعروں کا انتخاب کر کے درج ذیل میں پیش کیا گیا ہے۔
mai.n bahut kam kisii se miltaa huu.n
jis se yaarii hai us se yaarii hai
AKHTAR NAZMI
tujh se mil kar to ye lagtaa hai ki ai ajnabii dost
tuu mirii pahlii mohabbat thii mirii aaKHirii dost
AHMAD FARAZ
ab to badnaamii se shohrat kaa vo rishta hai ki log
na.nge ho jaate hai.n aKHbaar me.n rahne ke liye
SHAKEEL AZMI
Ab Us Gali Se Guzarta Nahi Me Daanista
JahaaN K Saray Manaazir HeN Tujhse Waabasta
ZESHAN SAJID
bin tumhaare kabhii nahii.n aa.ii
kyaa mirii nii.nd bhii tumhaarii hai
JAUN ELIYA
yaad aate hai.n mo.ajaze apne
aur us ke badan kaa jaaduu bhii
JAUN ELIYA
ham jaa.n to bachaa laate magar apnaa muqaddar
is bhii.D me.n kuchh dost hamaare nikal aa.e
MANSOOR USMANI
Conclusion
The essence of Hindi poetry, or shayari, embraces the art of succinct storytelling. Short Hindi shayari, often shared as status messages, encapsulates sentiments in a few lines, making it a delightful way to convey emotions in the fast-paced digital age. Whether exploring themes of love, heartbreak, or introspection, Hindi kavita stands out for its ability to communicate profound thoughts with brevity. These concise poetic expressions, resonating with the rich cultural tapestry of India, find a special place in the hearts of those seeking to communicate their feelings in a beautifully crafted yet compact manner.