Importance of Education – Poetry on Taleem ki Ahmiyat in Urdu Hindi

cheerful woman having video call via laptop

Poetry on the importance of education, known as “taleem ki ahmiyat par shayari” in Urdu Hindi, delves into the profound impact of learning on societal progress and individual self-awareness. This poetic expression emphasizes the pivotal role education plays in shaping our lives. Renowned poet Allama Iqbal, through his verses, beautifully articulates the significance of knowledge, highlighting its transformative power.

Taleem ki Ahmiyat par Urdu Shayari

adab ta.aliim kaa jauhar hai zevar hai javaanii kaa
vahii shaagird hai.n jo KHidmat-e-ustaad karte hai.n
CHAKBAST BRIJ NARAYAN

chaa.ndii sonaa do magar ho.n beTiyaa.n
zevar-e-ta.aliim se aaraasta
PARVEEN KAIF

mere qabiile me.n ta.aliim kaa rivaaj na thaa
mire buzurg magar taKHtiyaa.n banaate the
LIAQAT JAFRI

rahtaa thaa saamne tiraa chehra khulaa hu.aa
pa.Dhtaa thaa mai.n kitaab yahii har class me.n
SHAKEB JALALI

viiraa.n hai meraa ghar bhii usii tarah dosto
college me.n jis tarah ko.ii urdu class hai
WALI AASI

Taleem Ho To Sara JahaaN Apnay Paas Hai
Taleem Hi Na Ho To Sahaaray Talaasheye
MOHABAT ALVI

Taleem Ka Zevar Hi Insan Banata Hai
Tehzeeb Sikhata hai, Pehchan Bnata Hai
SHAHID KHAN

Is Jahalat K Zamanay Ki To Kya Baat So Tum
Mujh Se Taleem K Baray Me Koi Baat Karo
SHAHZAD AZHAR

Dolat e Ilm o Hunar Se Barh K Kuch Hota Nahin
Waqt Zaya MashghaloN Me Kar K Kuch Hota Nahin
Faiz Ali Khan

Ilm Ki Roshni Raaastay Khol Day
Teergi K Nishanaat ko Rol Day
Saadat Hussain

Mujhse Poocha Gaya Taleem K Baray Me Savaal
Mene Bas Itna Kaha, Jo B Parha Hai Kam Hai
ALI NAQVI

Selected Poetry on Importance of Education in Urdu

In the realm of educational poetry, two-line verses in Urdu celebrate the essence of school life, encapsulating the spirit of learning in concise and evocative expressions. These brief yet impactful lines resonate with students, capturing the essence of their educational journey. Urdu poetry for student motivation serves as a source of inspiration, encouraging learners to navigate the path of knowledge with zeal and determination.

Ao Taleem ko Dunya Me KreN Aam K Log
Jaanwar Bante Chale Jaatay HeN Is Jangal me
SHAHIID KHAN

Parhay Likhay Huay LogoN Se Mil K Lagta Hai
Me JaahiloN Hi Me Acha Tha Wo Muhazib Thay
Qabil Shah

Qalam Dawaat Se Rishta Barha Purana Hai
Qalam Dawaat Se Roshan ye Kul Zamana Hai
Sadia Safdar Sadi

Allah Se Kre Door To Taleem Bhi Fitna
Imlaak Bhi, Olaad Bhi Jageer Bhi Fitna
ALLAMA IQBAL

mere qabiile me.n ta.aliim kaa rivaaj na thaa
mire buzurg magar taKHtiyaa.n banaate the
LIAQAT JAFRI

mujh ko nazm-o-zabt kii ta.aliim denaa ba.ad me.n
pahle apnii rahbarii ko aacharan tak le chalo
ADAM GONDVI

Dekha Na Kohkan Koi Farhaad K Bagher
Aata Nahi Hai Fun Koi Ustaad K Bagher
UNKNOWN

Conclusion: Status Urdu Shayari on Education

The poetic reflections on education in Urdu serve as a motivational force, underlining the profound impact of studies on personal growth and societal development. Whether expressed in the form of PDFs or textual verses, educational poetry in Urdu Hindi continues to be a timeless medium for conveying the enduring importance of acquiring knowledge.