Site icon Fictionistic

Selected Journey and Travel (Safar) Poetry in Urdu & Hindi

tender traveling woman on board of sailing yacht

Photo by Andrea Piacquadio on Pexels.com

In the eloquent verses of Urdu and Hindi, the essence of “safar” or journey poetry unfolds like the unfurling petals of a nomad’s heart. The rhythmic cadence of safar shayari text in Urdu becomes a melodic symphony that echoes the footsteps of the wanderer, a pilgrim seeking solace in the vast expanse of the unknown. Two-line traveling poetry in Urdu paints a canvas of emotions, where each line is a milestone on the path of self-discovery. The verses, like fleeting landscapes viewed from the window of a moving train, capture the transient beauty of moments and the profound transformations that occur in the crucible of travel.

Selection of best Journey Poetry in Urdu

ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
‘faraaz’ aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
AHMAD FARAZ

mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
WASEEM BARELVI

safar me.n dhuup to hogii jo chal sako to chalo
sabhii hai.n bhii.D me.n tum bhii nikal sako to chalo
NIDA FAZLI

ham-safar chaahiye hujuum nahii.n
ik musaafir bhii qaafila hai mujhe
AHMAD FARAZ
raah ke patthar se ba.Dh kar kuchh nahii.n hai.n manzile.n
raaste aavaaz dete hai.n safar jaarii rakho
RAHAT INDORI

judaa.iyaa.n to muqaddar hai.n phir bhii jaan-e-safar
kuchh aur duur zaraa saath chal ke dekhte hai.n
AHMAD FARAZ

vo ham-safar thaa magar us se ham-navaa.ii na thii
ki dhuup chhaa.nv kaa aalam rahaa judaa.ii na thii
NASEER TURABI

ek lamhe me.n simaT aaya hai sadiyo.n kaa safar
zindagii tez bahut tez chalii ho jaise
FAIZ ANWAR

samundar ke safar me.n is tarah aavaaz de ham ko
havaa.e.n tez ho.n aur kashtiyo.n me.n shaam ho jaa.e
BASHIR BADR

chalne kaa hausla nahii.n ruknaa muhaal kar diyaa
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diyaa
PARVEEN SHAKIR

SAFAR TANHA NAHI KARTE
SUNO ESA NAHI KARTE
MOHSIN NAQVI

Safar Ki Saari ThakaavatoN Se Ata Hua HuN
Magar Me Kab Apne Raastay Se Hata Hua HuN
ZESHAN SAJID

JahaN Se Ham Ne Kia Tha Aaghaz Is Safar Ka
Zameen Ik Daaera Hai, Phir Aagaye WahiN Ham
ALI AKBAR

aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa

BASHIR BADR Ye Baat Yaad Rakhen Gay Talaashne Waalay
Jo Is Safar Pe Gaye Lot Kar Nahi Aaye
HAIDER KHAN

Justuju Khoye HuoN Ki Umr Bhar Karte Rahay
Chaand K Hamraah Ham Har Shab Safar Krte Rahay
Rastay Me Mil Gaya To Shareek e Safar Na Jaan
Jo Chaaon MehrbaaN Ho Usay Apna Ghar na Jaan
Ye Zindagi Tere Sath Ho, Ye Aarzu Din Raat Ho
Me Sang Sang Chaloon Tere, Tu Har Safar Mere Sath Ho
Jab Se Us Ne Shehr Ko Chorha Har Rasta Sunsaan Hua
Apna Kya Hai Saaray Shehr Ka Ik Jesa Nuqsaan Hua
Safar Me Sath Mera Aur Koi Kya Deta
Hawa Bhi Meri Taraf Saamnay Se Ayi Hai
MUZAFAR WARSI

Final words on Poetry about Safar / Travel in Urdu and Hindi

Embarking on the musafir’s journey, Urdu ghazal becomes a poignant ballad of longing and belonging, tracing the footprints left by those who traverse the realms of both the outer and inner worlds. The resonance of musafir Urdu ghazal is a testament to the universality of the human experience, as it encapsulates the ache of farewell and the exhilaration of new horizons. Amidst the vastness of existence, tanha safar status Urdu poetry becomes an anthem for the lone traveler, the solitary seeker who finds companionship in the whispers of the wind and solace in the silent conversation with the stars. Each verse is a compass, guiding the wayfarer through the labyrinth of emotions, making the journey not just a physical movement but a soul-stirring odyssey.

Exit mobile version